Posts

Showing posts with the label Surah Taha

Ladki Ki Jaldi Shadi Ke Liye Wazifa in Ramjan or Ramadan

Hamari society me betiyo ko ek jimmedari mana gaya hai aur beti paida hote hi hum Jald se jald uske nikah ke bare me sochne lag jate hai. Jin maa baap k ghar mein betiyan paida hoti hain unka khwab hota hai k jab wo badi ho jaye toh kisi achi jagah unka rishta ya shadi pakki karke unke rukhsat kiya jaye taki wo apne asli ghar ko sanwar sake aur waha apni jimmedari puri shiddat se nibha sake. Shadi Ke Liye Wazifa in Surah Taha Jin Betiyo ki Shadi me kuch rukawate aa rahi hoti hai ya jin betiyo ki shadi nahi ho pa rahi hoti hai unke maa baap bohat pareshan hote hain aur Allah Tala se keval aur keval yahi dua karte hai ki unki beti ki shadi me aa rahi sabhi rukawate door ho jaye aur beti ki shadi jald se jald ho aur betiya apne shohar ki zindagi ko sanware. Aisay mein hum yaha aapko ek aisa powerful wazifa batane ja rahe hai jise padhne ke bad kisi bhi ladki ki shadi me aa rahi sabhi rukawate apne aap door ho jayengi and ALLAH TALA ka rahmo karam barsega. Aese maa baap ko jinki beti k...